Posts

Showing posts from 2014

Ubqari August 2014

Fassiudin Soharwardi Naats Download

Image
Naats included in this folder right click on image open in new tab to zoom the image. Download Here Or Listen Online  Click Me

Yah Rab Hai Baksh Dena Bande Ko Kaam Tera

You need to install the Flash plugin - http://www.webestools.com/

Data Ganj Buksh aur Darood o Taj o Tanjina

download Here https://drive.google.com/file/d/0B2Su9A1LU8zcb2hzWW82dUdmM0E/edit?usp=sharing

Fasih Uddin Soharwardi Naats

Afahasibtum aur Azan k Karishmat

Dua-e-Anas ( R.A )

Image

There are a thousand ways to kneel and kiss

Image
There are a thousand ways to kneel and kiss the earth. ~Rumi

Be empty of worrying

Image
Be empty of worrying.... Why do you stay in prison when the door is so wide open? Move outside the tangle of fear-thinking. ~Rumi,

Khazain-ul-Hidayat

Image
Download Here Download Here Publisher URL Visit Here  => GO

Muhammad S.A.W Name Wallpaper

Image

Khana Kaba

Image
Khana Kaba

Surah-7 Al A'raf/Ayat 05

Surah-7 Al A'raf/Ayat 05: When (thus) Our punishment took them, no cry did they utter but this: "Indeed we did wrong."

Balaghal Ula Bekamaalaihi

Balaghal Ula Bi Kamalihi, Kashafad Duja Bi Jamalihi, Hasunat Jameeu Khisalihi, Sallo Alaihi Wa aalihi. Main Behak Sakoon Yeh Majaal Kiya, Mera Rahmnuma Koi Aur Hai, Mujhe Khoob Jaan Lein Manzilein, Ye Shikasta Pa Koi Aur Hai. Jo Tumhari Jali Se Muttasilm, Hai Sutho Ke Picche Khajil Khajil, Nahi Main Nahin Woh Marize Dil, Na Meray Siwa Koi Aur Hua. Meri Iltija Hai Yeh Dosto, Kabhi Tum Jo Soove Haram Chalo, To Bana ke Sarko Qadam Chalo, Ke Yeh Rasta Koi Aur Hai. Hai Tujhe Khabar Shahe Einoaan, Meri Wajhe Raahate Qalbo Jaan, Na Tere Siwa Koi Aur Tha, Na Tere Siwa Koi Aur Hai. Ye Ghuman Tha Kahin Saal Say, Yeh Yaqeen Hai Kahin Roz Se, Meray Dil Se Ghumbad e Sabz Ka, Yeh Muamla Koi Aur Hai. Main Jo Door Arze Haram Se Tha, Hoi Khulde Gosh Haseen Sada, Hai Isi Mein Majide Be Nawa, Ke Yeh Kaafila Koi Aur Hai.

I see that only Love

Looking at my life I see that only Love Has been my soul’s companion From deep inside My soul cries out: Do not wait, surrender For the sake of Love

I cannot sleep in your presence

Image
I cannot sleep in your presence. In your absence, tears prevent me. You watch me My Beloved On each sleepless night and Only You see the difference - Rumi

Aanay Walo Yay To Bataao

Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa he Sar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kesa he Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay ho Uss sa-ay mayn rab kay aagay sajda karna kesa he Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhay Dar pay un kay beytth kay zamzam piina kesa he Diiwano aankhon say tumharitna puuch to laynay do Waqt e dua rozay pay un kay aansu bahana kesa he Waqt e rukhsat dil ko apnay chhoarr wahaan tum aa-ay ho Yay batlaa-o ishrat un kay dar say bichharrna kesa he

Fasih Uddin Soharwardi - Mujhe bhi madina bula mere maula

Image
Mujhe Bhi Madine Bula Mere Maula Mujhe bhi Madine bula mere Maula Karam ki tajalli dikhaa mere Maula Bohot bekaraari ke alam me hu mai Meri bekaraari mita mere Maula Mujhe bhi Madine bula mere Maula Karam ki tajalli dikha mere Maula Yakin hai Madina karam hi karam hai Tu rakhtha jaha me sabhi ka bharam hai Tujhe vasta tere pyaare Nabi ka Meri bhigri ab toh bana mere Maula Jisse tune chaha mai us pe fida hu Mai tere Muhammad ke dar ka gadha hu Tujhe vasta Sayyed e Karbala ka Mujhe har bala se bacha mere Maula Mujhe bhi Madine bula mere Maula Karam ki tajalli dikha mere Maula Nigaho se pinhaa kyu manzil meri hai Kyu majdhar me naao meri pasi hai Khathaoo ka mara bhi paale ga sahil Gar Abid ke dil me samaa mere Maula Mujhe bhi Madine bula mere Maula Karam ki tajalli dikha mere Maula

Roza e Rasool (S.A.W)

Image

Today

Surah-7 Al A'raf/Ayat 05: When (thus) Our punishment took them, no cry did they utter but this: "Indeed we did wrong."

Khazina e darood shareef

Rehmat Baras Rehi Hai-Naat Sharif By Janab Faseeh-ud-Deen Suharwerdi

Prophet Muhammad ( S.A.W ) Names

Image